Param sundari

Param sundari

Ae Bikaaneri Chhokri Santre Ki Tokri Ghar To Chhudwaya Ab Kya Chhudayegi Naukri
Romeo Romeo Gali Ke Romeo Bholi Shaqal Wale Saare Ke Saare Farebiyon
Romeo Romeo Bhade Ke Premiyon Kaahe Gale Pade Ho Bin Bulaaye Baaraatiyon
Le To Gayi Kaleja Sang Mein Hume Bhi Le Ja Ye To Chori Pe Hai Seena Zori
Kabhi Lage Monalisa Kabhi Kabhi Lage Lolita Aur Kabhi Jaise Kadambri
Haye Meri Param Param Param Param Param Sundari
Haye Meri Param Param Param Param Param Sundari
Sar Se Pair Talak Betahasha Husan Se Bhari Haye Meri Param Param Param Param Param Sundari
Pairon Mein Paayal Ki Bedi Se Bandhke Main Na Rehne Wali Main Alhad Purvah Ke Jaisi Hun
Pardeson Tak Behne Wali
Mujhe Gehno Se Badhke Sapnon Ki Chaahat Hai Jin Sapno Ko Sach Ho Jaane Ki Aadat Hai
Katti Hai Meri Mardon Se Yaari Filmon Ke Pardon Se
Le To Gayi KalejaSang Mein Hume Bhi Le Ja Ye To Chori Pe Hai Seena Zori
Kabhi Lage Monalisa Kabhi Kabhi Lage Lolita Aur Kabhi Jaise Kadambri
Haye Meri Param Param Param Param Param Sundari
Haye Meri Param Param Param Param Param Sundari
Sar Se Pair Talak Betahasha Husan Se Bhari Haye Meri Param Param Param Param Param Sundari
Ae Chhuna Nahi Chhuna Chhuna Nahi Chhuna China Nahi Mujhko
Ae Hona Nahi Hona Hona Nahi Teri Hona Nahi Mujhko Hath Jhod Chaahe Paon Pad Parvaah Nahi Mujhko
Na Nanana Nana Nana Nana Nana Na Nanana Nana Nana Nana
Ae Bikaaneri Chhokri Santre Ki Tokri Ghar To Chhudwaya Ab Kya Chhudayegi Naukri
Dekh Ke Kamar Teri Bhaage Nabz Meri Jaise Ghadi Ka Kaata Hickery Dickery Dockri

Tags :
Share This :

Enquire Now